fathers day in hindi 21 june 2020


FATHER'S DAY


fathers day fathers ke respect mai manaya jane wala day hai.jise fathers day ke roop mai celebrate kiya jatta hai . dusre desh mai june ke third Sunday ko or baki desho mai kisi or din manaya jatta hai .

HISTORY

fathers day ki starting 20 century mai hui thi jis thra mothers day ko manaya jatta hai thik usi thra ka din father ke respect mai diya jtta hai .. or humare bde logo ke respect mai celebrate kiya jatta hai..

fathers day world mai alag alag date ko manaya jatta hai jismai father ke liye kuch karna unhe special feel karwana or uhne gift v diya jatta hai ..
normally fathers day sabse pehle world west warginiya fair mont mai 19 june 1910 ko manaya gya tha 
kuch sal pehle 6 december 1907 ko west warginiya mai ak factory mai 210 fathers mare gye unke smman mai is day ko ayojit miss grain golden kratain ne kiya tha first fathers day charch aaj bhi central united methodist charch ke name se fairmont mai mojud hai.....

FATHER'S DAY NEW  CULTURE
  


akhit fathers day que manaya jatta hai ? jab kisi bache ka janm hota hai mata , pita ko smman or khusi prapt hoti hai .. mata pita smman or khusi se us bache ki parwarish karte hai parantu unke shre ka madhyam alag alag hota hai .. fathers day west culture se humare desh mai aya hai ...
west cuture mai fathers day june ke tisre mahine mai manya jatta hai .
indian cuture sabse purani or uchtam hai yha har festival ke mayine abhin or adbhud hote hai 
fathers day west culture se nikla hai parantu india ki cuture ne iska roop hi badal diya hai bharat prachicn sabhyatao se bhra hua desh hai ....

KESE KARE HAI CELEBRATE 



fathers day ke din sbhi apne apne pita ke liye gift lete hai or unhe special feel karwate hai or unki sewa karte hai unhe is bat ka ahsads dilwate hai ki wo humare liye ak amulya ratan hai or pita hi ak aise chao hai jiske niche beth kar ya reh kar bache bhout hi save or sukun mehsus karte hai or is din india mai holiday bhi hota hai qki bhout se aise bhi pita hai jo kam karne ke liya apne bahco se dur hai isliye is din ko ak day ke roop mai mante hai or unhe holiday diya jatta hai 
dosto apne father ki itni care karo itni care karo ki unhe aisa lge ki wo sabse special hai or hmeha unki ijjat karo or unki bate mano ak pita kabhi apne bachoo ka bura nhi manta hai 

dosto ye post apko kesi lgi hume comment box mai jaurur bataye aaj ke liye itna hi thank u......

No comments: