7 Reasons You Should Fall In Love With study


7 Reasons You Should Fall In Love With study....


Introduction about 7 reasons you should fall in love with study


  Dear fnds aaj mai apko ye btane wala hu ki 7 reasons kon se hai jis se apko study se love ho jayega of apka dhyan study se hatega hi nhi akhir aisa kya hai jo 7 reasons ko follow karte hi  apko study se love karne pe force kar dega or aisa kya hai jo aap karke apni study ko better kar sakte hai bat to sochne wali ye hai ki hum ghar pe rehkar to study bilcul v nhi kar pate hai or humara focus v nhi lagta hai .. to apko jyada tension lene ki jarurt nhi hai qki ye post apke liye bhour  hi achi hone wali hai qki ismai hai 7 reasons why i love study.

Reason 1



find your aim 7 reason mai reason first to yhi hai dosto ki apko pta hona chiye ki apko karna kya hai decide hona chahiye means ki agar apko yhi decide nhi hai ki aapko karna kya to aap age ki to soch hi nhi sakte hai to dosto aap pehle apna aim dream chune ...qki  yhi wo first step hai jo apko apne study se love karke ke liye jaruri hai... to dosto phle apna god set kare aim chune ... 

Reason 2

reason 2 mai hume ye sochna h ki akhir humne ai select to kar liya but appy kese kare or kisliye is type ka way select kiya or is se humara kita profit hoga dosto aaj to study v profit ke liye hi ki jati hai ki study karke hum achi job kar sake acha pesa kma sake or to or achi life style se ji sake aaj kal to treand mai yhi hai jsike pas job hai wahi reach hai  to dosto apna way apne profit ke hisab se chune ...

Reason 3

interesting level dosto intresting level v utna hi jaruri hai jitna ki apko profit jaruri hai qki kisi ka interest kisi maj hota hai kisi ka kisi mai to aap study mai apna interest select  kre ki kya chiz hai ho aap better kar sakte hai dusro ke according ..


Reason 4

is mai apko sabse pehle ye karna hoga ki aap ak time table bna le ki kab ka kya karna hai kis subject pe focus karna hai or daily per subject ko  atleast 1 hour de 


Reason 5

jab v study kare sant location mai kare acha nature ho or plus apko koi disturb karne wala na ho 


Reason 6

study ak aisa way hai jismai aak bar maan lga liya to life satle ho jati hai to dosto kuch time liye apne faltu work ko avoide kare ak bar aap  study karke kamyab ho jaye to apke pass puri ki puri life hai kuch v karne ko

Reason 7

apna work khud kare apna har kam khud kare or apne aap ko us kam ke liye prepare kare qki hum apna kam dusre se karwa lete hai or humara mind use nhi hota hai jisse remembering power kam hoti hati hai ... or aap alsi hote jate hai or apko ye study bojh lagne lagti hai 




No comments: