ये कहानियाँ आपको सफल बना सकती है


ये कहानि आपको सफल बना सकती है
best motivational story hindi

best inspirational story




kuch log hmehsa paristhitiyo ko dosh dete hai ye motivation story aise hai jisko sun kar apki akhe khul sakti hai aiye dekhte hai ye story 



bhout time pehle ki bt hai ak admi registaan mai fas gya tha wo man hi man apne aap ko bol rha tha ye kitni achi or mast jagha hai agar yha par pani hota to yha par kitne ahce ache tree ug rhe hote 
or yha par bhout se log ghumne ana chahte honge matlab khud ko blem ka rha tha 
ki yeh hota wo hota to sayad aisa hota  upar god sab dekh rhe the ab us insan se socha ki yha par pani nhi dikh rha hai usko thodi der age jane ke ke bad usko ak kua dikhai diya jo ki pani se bhra hua tha kafi der tak wo soch mai pda rha 



fir usko wha par ak rassi or ak balti dikhai di iske bad kahi se ak kagaj ka tukda ud ke atta hai jismai likha hota hai ki tumne kha tha yha par pani ka koi sroth nahi hai  ab tumhare pas pani ka sroth v hai agar tum chahte ho to yha par podhe lga sakte ho wo chla gya 



to ye khani hume kya sikhati hai agar aap situation ko blem karna chate ho to koi paresani nhi hai 
lakin jab apko wahi chiz badalne ka moka mil jaye to aap khud se har man lete ho 

is story se hume ye sikhne ko milta hai ki hume kisi v chiz ko blem nhi karna chaite koi v chiz ache ke liye hi hoti hai ya nhi hoti hai agar hum kisi chiz ko dosh dete hai to hume wahi chiz sudharne ka v moka milta hai lakin tab hum piche hat jate hai to dosto kisi v chiz mai kami nikalne se pehle ye soch lena chahiye ki jo hum kami nikal rhe hai kya hum use sahi kar sakte hai agar kar sakte hai to hi blem kare nhi kar sakte hai to jo chiz jesi hai use wese whi except karna sikhe ,,,.



bat registan pe hi nhi insan pe v lagu hoti hai hume kabhi kisi se ander koi kami nhi nikalni chiaye balki jo jesa h use wesa hi except karna chahiye ....
is motivation story ko humara lane ka motive yhi tha ki apko hum smjha sake ki har chiz hone ki ak wjha hai nature hai jise hum sahi nhi kar sakte hai 



jese tree ka color green hai to hum use other colour mai change nhi kar sakte hai ki red hota to jyada mast dikhta yhi bt insan ki hai ki kamiya sab mai hoti hai lakin khbiya v har ak insan mai hoti hai bas pehchan na baki hota hai 



apko humari ye post kesi lgi hume commnet box mai jarur btaye aapke liye aise mjedar or motiavation articles leke ate rhenge 


No comments: