यूपी के विश्वविद्यालयों और कॉलेजों की परीक्षाओं पर फैसला आज 2020
UGC collage
ke exam ki guide lines up government declarer karegi first and second year ke
exam cancel ho gye hai. Uttar pardesh sarkar is bar corona ke hone ke tehet UG
collage ke exam ko cancel karne ka fesla le chuki hai. lakin abhi final year ka
decision nhi liya gya hai. Or to or uttar pardesh sarkar final year fesla aaj
sunane wali hai . jismai ki 30 September tak
final year ke exam complete ho jane hai or result bhi aa jayega.
First or second year ko milegi promotion,
Jesa ki aap sab jante hai ki kuch exam ho chuke the and kuch
baki the jo exam ho chuke hai usi ke base par students ko milegi promotion, usi ke base pe
milenge marks, or to uttar pardesh sarkar ne ye fesla liya hai ki jald se jald
collage open ho jaye or next semester ki preparation start ho jaye.
Sutro ke anusar first year ke exam nhi hue hai,aise mai next
class mai permotion hone ke liye do rule lagu ho sakte hai.
1. Pehla usnke
enter ke marks ko base mankar use second
year mai permote kiya jaye.
2. First year
mai jo exam ho chuke hai, usmai students ke marks kese hai, uske anusar uske
baki exam pe bhi marks diye jayenge. Second year ko permote karne ke liye ,
first year ke number ke base banege. Final year mai first and second year ke base
pe marks diye jayange.
Students kar rhe hai
intjar
UGC
ki or se final year ke exam ke liye guide line jari karne ke intjar mai aaj up
sarkar rajya university or
collage ke exam ko lekar aaj fesla legi . corona hoke ki wjha mai bhout
se student ke future ka aaj fesla ho jayega. Bina exam students kese pass kiye
jayenge, mukhya mantri
aaj khud iski ghosna kar sakte hai. Jiska lakho students ko wait hai. Halhi mai
ai report ke anusar students ko permote kiya jayega.
BY ..... KIRAN NISHAD
No comments:
Post a Comment