Apne blog ko Google search mai kese laye


Apne blog ko Google search mai kese laye
 

Goolge search engine duniya ka sabse bda search engine hai yha dunika ke lakho log jude hue hai or lakho website bnai hai or to or Google search mai blog ka ass hona bhi ak bhout bda reason hai. 
Har koi chahta hai apne online business show karna. Apne website ko age bdhana. 
Log apna website ya url bna lete hai or turat use Google search m url de kar search karne lagte hai. Is liye un sab ko ye sikayat hoti hai ki unka blog ya website Goolge mai show que nhi ho rha hai..

Koi bhi blog ya website bnane ke bad usko Google mai submit karna padta hai.
Uske bad Google se spiders apke blog ko visit karte hai. Or use Google search result mai dikhate hai. Isi trha se ye proses kam karta hai. Koi koi ye bhi soch leta hai ki kisi search engine m apna blog ya website add karne ke pese bhi lagte hai. Par ye galt hai.
Ye proses bhout hi simple hai or iske liye Hume koi pese nhi dene padte hai. Aaj hum is post mai sikhenge ki apne blog ko Goolge search mai kese laye. 

Blog ko Google search console mai kese add kare
Google search console jo pehle webmaster tool ke name se jana jatta tha, ye tool apko apke blog ya website search performance chek karne ke liye use kiya jatta hai. 

Use use karne ke liye apko register karne ki jarurat nhi hai. par agar aap singup karte hai to aap apne website ki search performance ko moniter or contrall kar payenge. 

Goolge search console que use karna chahiye ?

Chahe apna ak blog ho, ya ak online business ho ya fir koi SEO expert hai ye tool sabhi ke liye fayedemand hai. Chaiye jan lete hai ye tool que use karna chahiye? 
  • Apki blog ya website ko indext karne mai help karta hai 
  • Aap apne online business ki Google performance check kar payenge. 
  • Apne blog ya website ki malwere or span issue check kar peyenge. 
  • Back link chek karne mai help karta hai. 
  • Aap menually apne blog post ko search result mai add ya remove kar sakte hai.
Iske alawa or bhi bhout fayede hai jo hum ak alag se detail post mai padhenge to chaliye jaan lete hai apne blog ko Google mai kese add kiya jaye. 

Step 1 
Apne blog ko Google search console mai new property bna kar add kare fir site mape ke option pe jaye or wha /sitemap.xml karke add kare Iss se apke sare post autometic Google seach console mai add ho jayega. Iske bare mai detail mai janane ke liye apko humari post sitemap kese kare pe jake milegi. 
Step 2
Iske bad aap apne blog ya website ko turat Google search m Lane ke liye website /XmlSitemap.com par jaye. Jesa ki is pic mai dikhaya gya hai. 


Step 3

Step 3  mai apko ye website open hone ke bad yha apne blog ya website ka url dalna hai. 

Step 4 
Step 4 mai apko more option mai jana hai. 


Step 5 
Step 5 mai apko more ke option pe jane ke bad niche ak or option milega wah se allow kar dena hai. 


Step 6 
 Step 6 mai apko start button par click karke process start kar dena hai. 


 Finally apka process complite hone ke bad ak downlog option ayega wha se file downlod kar lo fir last option atta hai
Rebort text. Karne ka apne blog mai rebort text name seach Karl setting mai jake or wha ye code dalo
Allow: /
Sitemap: https://learntoureducation.blogspot.com//sitemap.xml


Jha mera blog address hai aap wha apne blog ya website ka blog address Dale 
Fir save kar de.

 
Itna karke ke bad apne blog ya website ke page ko refresh kare or fir Google seach pe jaye or wha apne site blog ya website ka address Dale 
Apko turat result dekhne ko milega ab apka blog website Goolge seach mai Aa jayega. 
Or Goolge mai top par lane ke liye aap post ko unic or different bnaye taki Goolge use achi rank de sake or apka har ak post top par aa sake. 

Aaj ke liye itna hi agar apko is post se repleted kuch bhi puchna ho to Hume comment karne jarur btaye or apke ye post kesi lgi ye bhi comment box mai btaye 
Thank you.... 🙂🙂🙂🙂

No comments: